عالمی شہرت یافتہ ادبی تنظیم گزرگاہِ خیال فورم نے ۱۰/ ستمبر ۲۰۱۵ بروز جمعرات، لایتوال ہوٹل المطار قدیم، قطر میں "شام غالب" کے عنوان سے ایک خصوصی تقریب کا انعقاد کیا۔ گزرگاہِ خیال فورم ۲۰۰۹ء سے ادبی منظر نامے پر متحرک ہے۔ ۲۰۰۱۲ء سے گزرگاہ خیال فورم نے غالب مذاکروں کی شروعات کی تھی جس کے تحت ہر ماہ تواتر سے غالب مذاکرہ ترتیب دیا جاتا ہے جس میں قطر کی معروف ادبی شخصیات شرکت فرماتی ہیں۔ اس خصوصی پروگرام کا اہتمام پچھلے تین برس میں فورم کے غالب کی پچاس غزلوں پر مباحثوں کی تکمیل کے حوالے سے کیا گیا تھا۔
Sunday, 27 September 2015
Tuesday, 15 September 2015
MUSLIM SALEEM - Begunah Ko Phansi-
MUSLIM SALEEM - Begunah Ko Phansi-
Bees Barson Ke Intizaar Ki Maut....Ho gayee Aaj Etbaar Ki Maut
Ek Guncha Masal Diya Bhi Toh kiya...Us Se Hoti Nahin Bahar Ki Maut
Haar Hai Yeh Nizaam E Batil Ki...Aur Hai Adal E Nabakar ki Maut
Roz Zindaan Mein Ghut Ke Marna Kiya....Us Se Achchi Hai Ek Baar Ki Maut
Nauha E Be wafai Likh Muslim.....Hai Ek Qaul Ki,Qarar ki Maut

MUSLIM SALEEM – MUKHLIS DOST YOGESH SHARMA KI YAAD MAIN
BEEDI JO KOI SULGAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
AUR CHAYE KI CHUSKI LAGAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
IS NAFSA NASFI YE YUG MAIN, TUM JAISE PYAR KI CHAAON TALAY
MUKHLIS JO KOI MIL JAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
MUKHLIS JO KOI MIL JAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
BAIKUNTH KAY TUM AB WASI HO, KYA APNA HAAL KAHEN TUM SAY
DIL APNA KABHI GHABRAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
DIL APNA KABHI GHABRAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
INSAAN KI AZMAT GHALIB HO, KYA HINDU HAI AUR KYA MUSLIM
YE BHED JAHAN MIT JAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
YE BHED JAHAN MIT JAYE TOU, SHARMA JI BAHUT YAD AATE HO
Sunday, 6 September 2015
Subscribe to:
Posts (Atom)