Wednesday 21 August 2013

Zia Shahzad Shahzad’s poetic tribute to Muslim Saleem’s ghazal

’’ مبارک ہو، بہت عمدہ ، غزل اچھی کہی مسلم
بہت دن بعد ایسی شاعری میں نے پڑھی مسلم
غزل کا مصرعہ اولیٰ نیا ہے اور نرالا ہے
حقیقت مصرعہ ثانی میں کیسی ہے چھپی مسلم

‘‘ بھائی مسلم سلیم ! بہت ہی غضب کی شاعری ہے ، میں بہت متاثر ہوا ۔ ۔۔ اللہ کرے زور قلم اور ہو زیادہ
Mubarak ho, bahut umda, ghazal achhi kahi Muslim
Bahut din baad aisi shairi main nay parhi Muslim
Ghazal ka misara-e-oola naya hai aur nirala hai
Haqeeqt misra-e-saani main kaisi hai chhupi Muslim
Meri Ghazal mundarja zail hai
Muslim Saleem …….ghazal
KHUDA SAY MAANGNAY HAR IK TAMANNA SAATH LE AYAA
WO MASJID MAIN BHI JAB AAYA TO DUNIYA SAATH LE AYAA

WO KEHNE KO TO EK PAL THA MAGAR KYA SAATH LE AYAA
WO LAMHA USKI SAB YAADON KA SEHRA SAATH LE AYAA
BAHUT TAQDEER WAALA HAI MERAY ASHAAR KA QAARI
BAS IK GHOTA LAGAAYA AUR DARYA SAATH LE AYAA
NAYA KEHNA THAA MUSHKIL, SAB ZAMEENE PA-FATAADA THEEN
MAGAR MUSLIM THAA MUSLIM FIKR-E-TAAZA SAATH LE AYAA
YAHEE RAKHT-E-SAFAR KAAFI HAI MUSLIM RAAH-E-MANZIL MAIN
KHUDA KA SHUKR HAI WO SAATH APNA SAATH LE AYAA
FACEBOOK COMMENTS
Zia Shahzad Shahzad ’’ مبارک ہو، بہت عمدہ ، غزل اچھی کہی مسلم
بہت دن بعد ایسی شاعری میں نے پڑھی مسلم
غزل کا مصرعہ اولیٰ نیا ہے اور نرالا ہے
کہ مصرعہ ثانی میں کیسی حقیقت ہے چھپی مسلم ‘‘ بھائی مسلم سلیم ! بہت ہی غضب کی شاعری ہے ، میں بہت متاثر ہوا ۔ ۔۔ اللہ کرے زور قلم اور ہو زیادہ ۔·
Ravi Thakur Bahut khub slim sahib
Ahmad Ali Khan subhanAllah…..Koozay mein Darya Bhar laane ke mutaraadif hai y, Qibla…………BAHUT TAQDEER WAALA HAI MERAY ASHAAR KA QAARI
BAS IK GHOTA LAGAAYA AUR DARYA SAATH LE AYAA
Ahmad Ali Khan Jazakallah…..y shair Ghazal ki Rooh ( Essence) hai Hazrat …….NAYA KEHNA THAA MUSHKIL, SAB ZAMEENE PA-FATAADA THEEN
MAGAR MUSLIM THAA MUSLIM FIKR-E-TAAZA SAATH LE AYAA
Ahmad Ali Khan Agar Aapke ” HUSN-E-MATLA ” ko kisi Aflaaki-Shaiy (Aamad) se ham ta’beer kare’n to mauzoo’n Surat banegi…….KHUDA SAY MAANGNAY HAR IK TAMANNA SAATH LE AYAA
WO MASJID MAIN BHI JAB AAYA TO DUNIYA SAATH LE AYAA….. Bela-shubha, aisay Ash’aar hame Ik Wajdaniyat ki Kaifiyat mein sharabor kar jate hain…!!!!!
Ziaul Haque Masha ALLAH Keya Baat hai Bahoot He Umdah Lajawaab
Mohammad Shoaib Nawab Wahhhhh….kya khoob kaha he . !
Kaamran Zia bahot zaberdast
Mohammad Shoaib Nawab Bada taqdeer wala he mere ash aar ka qari ! Bas ek ghota lagaya or dariya sath le aaya !….kya kehne sir ! !…
Wajid Ali Wah
Wah Muslim Saleem Sb,Allah ap kio zindagi dey…
Ibad Mohammad Khan bht bht khoob shandaar janab
Wajid Ali بڑا تقدیر والا ہے میرے اشعار کا قاری
بس ایک غوطہ لگایا اور دریا ساتھ لے آیا
نیا کہنا تھا مشکل سب زمینیںپا فتادہ تھیں
مگر مسلم تھا مسلم،فکر تازہ ساتھ لے آیا
Wajid Ali Kiya Baat Hey…
Ahmad Rais Siddiqi very good.thnx
Mahmood Pasha bhot khob
Syed Zia Rizvi Lajawab ghazal hai.
Azad Saghar wah wah bhot hi umda aor nafees kalam,, aabad rahen,,,
Muhammad Ali Mokashi Subhanallah Bht behtreeeeen
Shaukat Ali Naz Khoooooob
Malik Javed · Friends with Nini Muzaffar
Mashallah
Jameel UrRahman · 99 mutual friends
لاجواب مطلع ۔واہ
Khushi Abidi · Friends with Adeel Shamsi and 2 others
Waah. . .
Khushi Abidi ·
Moattar kr diya hai usny mere khana e dil ko. . . .
Wo kya aaya, wafaa ka ek jhonka saath ley aaya
Sher Bahadur Akhtar matla ta makta khoobsoorat, maanikhez ashaaron se muzaiyyan lajawab ghazal ki jitni bhi taarif ki jaye kam hogi,,kiya kehne mohtram muslim saleem sahab waah waaaah…………
Noor Mohammed Khan muslim sahab feeqar ki wajahat asan lafzoo m ho bahut khub
Khushi Abidi · Friends with Adeel Shamsi and 2 others
Great effort sir. . . & Efforts Never Die. . . ALLAH bless u ever. .
Saqib Harooni Muslim sahab ek betareen morassa ghazal ke liye mubarakbad qabool karen
Nepal Lumbini ·
Farooq Saudagar Bahut Haseen Ash’aar hai Sir
Gayas Pasha Jagirdar YAHEE RAKHT-E-SAFAR KAAFI HAI MUSLIM RAAH-E-MANZIL MAIN
KHUDA KA SHUKR HAI WO SAATH APNA SAATH LE AYAA
wah khub
Aamir Riyaz بہت عمدہ …مسلم سلیم بھائی …بہت رواں اور بامعنی غزل ہنے..واہ واہ
محمود ارشد وٹو bot Khoob
Nahid Ibrahim very lovely gazal of course …you have not only appreciated your readers magnificently but also admired your own ideas bravely ,willingly , truly and bravely …….excellent !!·
Mohammad Naseem Mashallah.
Irfan Ali bahut khoob…
August 19 at 12:03pm ·
Asif Ali Khan Kya baat hai …bohot khoob
Ahmad Ali Barqi Azmi Main hooN Muslim Saleem ka maddah
Jin ki ghazleiN hai fikr o fun ka kamal
Bazm e Bhopal meiN haiN woh shamil
Jis ki raunaq hain ahl e fazl o kamal
Ravi Thakur Bahut khub slim sahab
Ahmad Ali Khan subhanAllah…..Koozay mein Darya Bhar laane ke mutaraadif hai y, Qibla…………BAHUT TAQDEER WAALA HAI MERAY ASHAAR KA QAARI
BAS IK GHOTA LAGAAYA AUR DARYA SAATH LE AYAA
Ahmad Ali Khan Jazakallah…..y shair Ghazal ki Rooh ( Essence) hai Hazrat …….NAYA KEHNA THAA MUSHKIL, SAB ZAMEENE PA-FATAADA THEEN
MAGAR MUSLIM THAA MUSLIM FIKR-E-TAAZA SAATH LE AYAA
Farooq Saudagar Fikro fann se muzaiyyan Ash’aar Lajawaab Sir
Ahmad Ali Khan Agar Aapke ” HUSN-E-MATLA ” ko kisi Aflaaki-Shaiy (Aamad) se ham ta’beer kare’n to mauzoo’n Surat banegi…….KHUDA SAY MAANGNAY HAR IK TAMANNA SAATH LE AYAA
WO MASJID MAIN BHI JAB AAYA TO DUNIYA SAATH LE AYAA….. Bela-shubha, aisay Ash’aar hame Ik Wajdaniyat ki Kaifiyat mein sharabor kar jate hain…!!!!!
Abdul Auwwal Sangrampur Itwa Beautiful
Abdul Auwwal Sangrampur Itwa وه كهنـﮯ كو تو اك ﭙل تها مـﮔـر كيا ساتهـ لـﮯ آيا
وه لمحه اسكى سب يادوﮟ كا صحرا ساتهـ لـﮯ آيا
(بهت خوب)
Ameer Hussain bout khob
Hanif Syed Jazakallah….!kia khoob Ghazal hai.
Yousuf Malik Nice line
Syed Masoom Ashraf KHUDA SAY MAANGNAY HAR IK TAMANNA SAATH LE AYAA
WO MASJID MAIN BHI JAB AAYA TO DUNIYA SAATH LE AYAA
WO KEHNE KO TO EK PAL THA MAGAR KYA SAATH LE AYAA
WO LAMHA USKI SAB YAADON KA SEHRA SAATH LE AYAA…waah, baht meaari peshkash
Syed Zia Rizvi Behtreen Ghazal hai.Har sher bohat xoob hai.
Aamir R Zubery kia khoob fikr e tazah…..waaah
Shahid Ali Khan · 2 mutual friends
VERY NICE.
Feroze Natique Khusro بہت خوب
Haris Bilal Muslim Saleem sir ap k kiya he kehney hain.
har khayaal ko saadgi sey baandh detey hain.
zer e nazar ghazal b kuch aesi hi hy.
Miriam Imran AWESOME.
Farhana Zaka Wah
Gulreza Naz Bohut taqdeer waala hai ,,,,,, bas ik ghota lagaya ,,,,, wah wh wah kiya baat hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Saleha Sayyad Bas ik ghota lagaaya aur DARYA saath le AYAA….wwwwwaaaaaaaaaaaaaaah..

No comments:

Post a Comment