DR.
AHMAD ALI BARQI AZMI, NEW DELHI,
INDIA
WAQT
KI AAWAZ HAIN MUSLIM SALEEM
SHAAIR-E-MUMTAZ
HAIN MUSLIM SALEEM
JAAN-FAZA
HAI UNKA MEYARI KALAAM
SAHIB-E-AIJAZ
HAIN MUSLIM SALEEM
SHAIR
E KHUSH FIKR-O-KHUSH GUFTAR HAIN MUSLIM SALEEM
AHL E DANISH KE MOIN O YAAR HAIN MUSLIM SALEEM
“AAMA AAMAD” SE AYAANHAI UN KA HUSN-E-FIKR-O-FUN
ANDALEEB E GULSHAN E GUFTAR HAIN MUSLIM
AHL E DANISH KE MOIN O YAAR HAIN MUSLIM SALEEM
“AAMA AAMAD” SE AYAANHAI UN KA HUSN-E-FIKR-O-FUN
ANDALEEB E GULSHAN E GUFTAR HAIN MUSLIM
AMAD-AMAD
HAI YEH ASRI AGAHI KA SE HAM-KINAAR
EK
SAHAFI KE QALAM KA HAI JO ADABI SHAHKAR
NAAM
HAI MUSLIM SALEEM AUR SHAKHSIYAT TAREEKH-SAAZ
KAARNAME
JINKE HAIN WEBSITON SE ASHKAAR
DEKH
KARWEBSITEN KHUD RAI QAIM KEEJIYE
ILM
KA MAHAUL HAI JIN KI WAJAH SE KHUSGAWAR
URDU
SHUARA AUR ADEEBON PAR HAI JO DIRECTORY
AHL-E-DAANISH
KE LIYE HAI BAAIS-E-SAD IFTIKHAR
KHIDMAT-E-URDU
HAI UNKA EK FITRI MASHGHALA
HAI
SITAM-DEEDAH DILON KI SHAIRI UNKI PUKAAR
MAZHAR-E-SOZ-E-DUROON
HAI UN KA MEYARI KALAAM
HAI
JAHAN-E-FIKR-O-FUN MEN JIS KO HAASIL AITBAAR
HAIN
YEH RUSHHAAT-E-QLAM ASRI ADAB KA AAINA
SOZ-O-SAAZ-E-ZINDAGI
BARQI HAI JIN SE ASHKAAR
HAIN
YEH MUSLIM SALEEM KE ASHA’AR
UN
KE ZAUQ-E-SALEEM KE GHAMMAZ
KHUD
PARHEN AUR LAGAYEN ANDAZA
ZINDAGI
KAHAI IN MEN SOZ-O-GUDAZ
UNKA
RANG-E-SUKHAN TAGHZZUL MEIN
UN
KI TAAB-E-RASAA KA HAI AIJAZ
UN
KE FUN KA HAI QADR-DAAN BARQI
HAIN
YE AHASH’AR WAQT KI AAWAZ
MUHSIN-E-URDU
ZABAAN MUSLIM SALEEM
KARNAME
JINKE HAIN BEHAD AZEEM
UNKI
WEBSITE HAI GANJ-E-SHAYEGAN
JIS
SE HAI UN KA AYAAN ZAUQ-E-SALEEM
HAI
YEH URDU KE LIYE EK NEK FAAL
US
KI HAIDIRECTORY KAAR-E-AZEEM
HAI
ADEEBONKA YEH NAADIR TAZKIRA
JO
ADAB KIHAI SIRAAT-E-MUSTAQEEM
HO GAYA DIL DEKH KAR YEH
BAGH-BAGH
CHALTI
HOJAISI YAHAN MAUJ-E-NASEEM
FIKR-O-FUNHAI
UNKA ASRI AGAHI
HAIN
WOAHL-E-ILM-O-DANISH KE NADEEM
TANWIR
PHOOL, NEW
YORK, USA
NAGHMA-E-TAHNIYAT
HAI HAR LAB PAR
BHAI
MUSLIMSALEEM DEEDAH-WAR
KHUSH-NAWA,
KHUSH-ADA, BAHUT MUHLIS
AASMAN-E-ADAB PE MISL-E-QAMAR
DEKH
LOWEBSITE URDU KI
BHAI
MUSLIM KA KHOOB HAI YEH HUNAR
NOOR
PHAILETE HAIN ADAB KA SADA
DAAD
DETEHAIN SAARE AHL-E-NAZAR
UNKI
TAHREE HAI BAHUT AALA
UNKA
TARZ-E-SUKHAN RAHE GA AMAR
KYA
SHAGUFTA MIZAJ HAI UNKA
DIL
HAI UNKA MOHABATTON KA NAGAR
ZAAT
MEN APNI ANJUMAN HAIN YEH
DOSTON
KE DILON MEI INKA GHAR
HAQP
ARASTI, KHULOOS AUR ULFAT
UN
SE MAMOOR UNKE QALB-O-JIGAR
DIL
UNKAKALAAM PARHIYE AGAR
UN
KITAHREER MEIN NIHAAN HAI ASAR
UNKA
PAIGHAM AZMAT-E-INSAAN
UNKE
AFKAAR HAIN UROOJ-E-BASHAR
BAZM-E-URDU
KE HAR KHAZANE MEN
UN
KI TAHREER MISL-E-LAL-O-GUHAR
IS
MEN INSAANIYAT KA DARD BHAI HAI
SOZ-E-DIL
KA NIHAAN HAI IS MEN SHARAR
NAAM
MASHHOOR HIND-O-PAK MEN HAI
MISL-E-MAHTAB
UNKI RAAH GUZAR
UN
SE SHADAB GULSHAN-E-ASHA’AR
PHOOL!
SARSABZ HAI ADAB KA SHAJAR
Haris Bilal, Sargosha,
Pakistan
SHAIRI
KA NAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
SHE’R
KI PARWAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
UNKE
SAB MAZMOON TABEEYAT KE QAREEB
ZINDAGI
KA SAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
RANG
SHE’RON MEN GULOON KE BHARTE HAI
SHAIR-E-GULSAAZ
HAIN MUSLIM SALEEM
BAAT
KARTE HAIN KHARI AUR JANDAAR
IK
NIDAR AAWAZ HAIN MUSLIM SALEEM
LOG
HARIS KEHNE PAR MAJBOOR HAIN
ASR
KE AIZAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
MAJEED
TAJ BALOCH, Suba-e-Sindh, Pakistan
HAR
DIL MAIN IHTIRAAM HAI MUSLIM SALEEM KA
BEMISL
WO KALAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
HAR
ZAAWIYE KSE KARTA HAI KHIDMAT ADAB KI JO
BUS
AIK HI WO NAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
UNKO
MILA HAI WARSAY MEN GANJ-E-SUKHANWARI
MASH-HOOR
FAIZ-E-AAM HAY MUSLIM SALEEM KA
GHAZLON
MAIN UNKI NUDRAT-E-FIKR-O-NAZAR BHI HAI
YE
BE-NAZEER KAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
KARTA
HAIN REHNUMAHI JO USTAAD KI TARAH
DIL
YE MERA GHULAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
KARDO
RAQAM YEH NAAM SUNHERI HUROOF SE
UNCHAA
BAHUT MAQAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
AI
TAAJ ! BADSHAH HAIN SHAHR-E-SUKHAN KAY WO
AB
HAR ZABAAN PAY NAAM HAY MUSLIM SALEEM KA
Faisal
Nawaz, London, England
Nazrana-e-aqeedat
barai Janab Muslim Saleem saheb az Faisal Nawaz
JIS
TARAH DARD KO HONTOON SE SADAA MILTI HAI
UN
KAY SHERON MAIN SITAROON KO ZIYA MILTI HAI…
NUDRAT-E-FIKR
SAY MAMLOO* KALAM-E-MUSLIM
AARZOO’ON
KI KHANAK, DIL KI NAWA* MILTI HAI…..
LOG
*LAB-BASTA HON DAHSHAT KI FAZA MEN JIS DAM
TAB
KHAYALAAT KO *MUSLIM KI SADAA MILTI HAI
MERI
MANO, WHO *MUAALIJ HAIN DIMAAGH-O-DIL KAY
UNKE
ASHA’AR SAY ZAHNON KO SHIFA MILTI HAI…
RUT
BAHAARON KI HO YAA DAUR-E-KHIZAAN HO FAISAL
UNKE
ASHA’AR SAY JEENE KI ADAA MILTI HAI
*
nawaa==awaaz.. voice…
*
mamloo = pur, bhara hua
*lab-basta
= khamosh
*muaalij
= Tabeeb, doctor
*Muslim
= poet Muslim Saleem
KAMIL JANETVI, CHANDAUSI,
INDIA
SACH
YEH HAI ‘KAMIL’ KE SHAHR-E-ILM MEN .
WAQT KI AAWAAZ HAIN MUSLIM SALEEM .
WAQT KI AAWAAZ HAIN MUSLIM SALEEM .
NASIR FIROZABAD, FIROZABAD, INDIA
DOSTI
KA BHI ALAG ANDAZ HAIN MUSLIM SALEEM
HAIN MIRE HAMRAZ AUR DAMSAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
HAIN MIRE HAMRAZ AUR DAMSAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
ZIA
SHADANI, MURADBAD, INDIA
DAR
HAQEEQAT AHL-E-FUN KI JAAN HAIN MUSLIM SALEEM .
KHIDMAT-E-URDU
KA EK AILAAN HAIN MUSLIM SALEEM
NADEEM
AKHTAR NADEEM MANGANAVI, LONDON,
ENGLAND
URDU
MEIN EK NAAM HAI MUSLIM SALEEM KA
JIDDAT
GHAZAL MEIN KAAM HAI MUSLIM SALEEM KA
Ismail Usmani “Nazar”, Allahabad
University, Allahabad
AAJ
KUCH BAAT HAI MUSLIM MAIN KE LIKHTA HAI “NAZAR”
USKE HUR SHER NE INSAAN KO TAAQAT DI HAI
USKE HUR SHER NE INSAAN KO TAAQAT DI HAI
(This
is in response to Facebook post “Do tarhi seh-ghazle” by me on June 30, 2013
Zareena Khan, Rampur
AAPKE
DIL KO KHUDA NE WO TAHARAT DY HAI…………
SANG
BHI JIS SE BIKHAR JAYE WO TAQAT DI HAI
(This
is in response to Facebook post “Do tarhi seh-ghazle” by me on June 30, 2013
No comments:
Post a Comment